PNB recruitment 2023: bank job ki taiyari kar rahe candidates ke liye Naukari pane ka sunehra mauka hai. Punjab National Bank Ne Bharti ke liye adhisuchana Jari Kar Di Hai. Is vecancy Se judne ke liye aap niche Diye Gaye details ko padh sakte hain.
Punjab National Bank Recruitment 2023
PNB recruitment 2023 bank job ki taiyari kar rahe candidates ke liye Naukari pane ka sunhara Sunehra mauka hai. Punjab National Bank Ne Bharti ke liye adhisuchana Jari Ki Hai. Punjab National Bank ne apni adhikarik website pnbindia.in per specialist officer Bharti ka notification bhi Jari Kiya Hai.
PNB Recruitment 2023
Jiske mutabik 240 padon ke liye Niyukti ki Jayegi. Ine padon per candidate 11 June 2023 Tak online aavedan kar sakte hain. adhisuchana ke anusar PNB aso Bharti 2023 Mein padon ke anusar adhiktam 35 varsh tak ki aayu Seema Rakhi gai hai. is PNB ASO Bharti 2023 Bharti Mein aayu gadna 01 January 2023 hai.
यह भी पढ़ें:- CGPSC Assistant Professor Recruitment 2023 Apply Online 560 Posts at psc.cg.gov.in
PNB Recruitment 2023
अलग-अलग padon ke liye अलग-अलग aayu seema nirdharit ki gai hai gai hai specialist officer ke roop Mein antim Chayan ke liye abhyarthi ko online Pariksha aur vyaktigat sakshatkar Ne pass hona avashyak hai.
Last date to apply online?
Punjab National Bank Mein specialist officer padon per Bharti ke liye candles 11 June 2023 Tak apply kar sakta hai Iske alava is Bharti ke liye exam 2 July 2023 ko aayojit hona prastavit hai.
Online Application Fee?
Samanya OBC aur edblues varg ke liye aavedan shulk 1180 Rakha Gaya Hai. jabki anusuchit jaati anusuchit janjati PWD ke liye aavedan shulk 59 rupiece Rakha gaya hai. abhyarthi aavedan shulk ka bhugtan online Madhyam se kar sakte hain
Application Eligibility?
PNB aso Bharti 2023 ke liye aavedan karne se pahle abhyarthi aavedan ki yogyata aur aayu Seema se Judi details official website per Jari notification Mein check kar le.
How will be the selection?
PNB specialist officer Bharti 2023 ke liye abhyarthiyon ka Chayan return exam interview AVN document verification ke Aadhar per Kiya jaega. ismein Likhit Pariksha 200 ankon ki online board mein aur sakshatkar 50 ank ka hoga. specialist officer ke roop Mein antim Chayan ke liye aphyatmikon ko online Pariksha aur vyaktigat Sakshatkar Mein pass hona avashyak hai
How to apply online?
- Punjab National Bank ki adhikarik website yani PNB india.in per Jaaye.
- Yahan home page per uplabdh carier page per click Karen.
- Upar Diye Gaye PNB so apply online link per click Karen.
- Ab Mangi Gai details se pahle registration kar le.
- Yaha Apna registration karne ke bad form bhare aur fees jama Karen.
- Bhavishya ki jarurat ke liye aavedan hone ke bad print jarur le le.